Nabi S.A.W ki Wazeh Hadees hy ,
La Salata Limalam Yaqra Bi Fatiha Tul Kitab (Rawaho Imam Bukhari Wa Muslim)
Jo Fatiah Nhi Parrhta Oss ki Koi Namaz nhi.....
Hz abu hurairah (ra) se riwayat hai ke Nabi e akram Sallalaho alaihi wasallam (pbuh) ne farmaya:-" jis ne koi bhi namaz padhi aur usme Surah fatiha na padhi toh uski namaz Naqis hai, naqis hai, Aur naqaam hai,"

Hz abu hurairah
(ra) se ye hadith sunkar sayel ne kaha ke:-" jab ham imam ke peeche hon
toh us waqt kya karen ?"
Aapne
farmaya:-" Us waqt surah faatiha aahista padho "
( Sahih muslim )
Aur isi tarah
aapne ye bhi farmaya ke:-" Namaz beghair Fatiha ke hoti hi nahi "
( Bukhari, muslim,
tirmizi, nisai, ibn majah )
" Jab qur'an padha jaaye toh usko kaan lagaakar suno
aur Khamosh raho, ummeed hai ke tumpar raham kiya jaayega "
( Surah araaf 204)
Goya maulana ke nazdeek Ahle hadith imam ke peeche Surah
faatiha Padhkar Qur'an ki mukhalifat karte hain aur uske huqm ko nahin maante,
Halaanke Maulana ko is baat ka ilm hona chahiye ke Imam ke
peeche Surah fatiha padhne ka huqm Khud Shahab e Quraan Nabi e akram Sallalaho
alaihi wasallam (pbuh) ne diya hai, aur ye mumkin hi nahin ke Naataq e wahi aur
wah zaat jinki hifaazat ka jimmah Khud allah ne liya ho koi amal Khilaaf Qur'an
karen,
Agar Tera Koi firqa Nahi hai to tu musalmaan bhi Nahi hai. kyu ki huzoor ne farmadiya meri ummat me 73 firqe honge aur unme se ek ''FIRQA'' Jannat me Jaega.
ReplyDeleteBolta hai koi firqa Nahi hai phir kyu Sirf jo ahle hadees batate wo kyu post kiya sunnat ul Jamat ki bhi tahqeeq Kar rahe raast par aega